Lata Chand - Hindi tutor - Kochi
Lata Chand - Hindi tutor - Kochi

Lata Chand's email address and phone number have been validated.

Lata Chand

  • Rate £4
  • Response 1h
Lata Chand - Hindi tutor - Kochi

£4/hr

See Hindi tutors

Unfortunately, this tutor is unavailable

  • Hindi

Ham bharatvasi Hindi sikhane ke liye upsthit hai. Hindi hamari matrabhasha hai aur yah hamen aana jaruri hai taki ham chai Desh ke kisi bhi Kone mein jaaye ham ek dusre se vartalap kar paye.

  • Hindi

Lesson location

About Lata Chand

Main Lata Chand hoon mujhe padhaanaa bahut achcha lagta hai aur Maine HAL hi mein in Hindi ki hai apni padhaai ka upyog karna chahti hun taki jyada se jyada bacchon ko fayda mile. Main bacchon ko bahut aasan bhasha mein samjhana chahti hun taki jyada se jyada bacche samajh kar acche ankon se pass Ho

See more

About the lesson

  • All Levels
  • English

All languages in which the lesson is available :

English

Hindi mein bhasha ke shabdon ko pahle samajhna jaruri hai bad mein usko likhna udaharan ke taur per Jaise Bhasha kise kahate Hain bhasha ki sabse chhoti ikai ko varn kahate Hain Jaise varnmala sikhane se pahle ham varnon ke sankhya ka gyan hona chahie ki kitni sankhya hai Jaise 44 hai usmein bhi vah do bhi bhagon mein vibhajit hai jaise ki swar aur vyanjan swar ki sankhya 11 hoti hai aur vyanjan ki kheti. Yah basic concept samajhna bahut jaruri hai kisi se Hindi ki shuruaat hoti hai

See more

Rates

Rate

  • £4

Pack prices

  • 5h: £20
  • 10h: £40

online

  • £4/h

Similar Hindi teachers in Kochi